Friendship Poetry in Urdu
Urdu Poetry on Friendship available another interesting theme of friendship poems. Allah’s gift of friendship is priceless. A genuine friend is preferable to a slew of imposters. As a result, we create the best friendship poetry collection for its users. These poems will make your and your best friend’s day exceptional and will strengthen and last forever. So, tag your bestie in the comments section and Show Some Love to your bestie. So let’s get started on our subject.
Zinda rehne ke bahaney dhoondein
Aao mil ke kuch dost puraney dhoondein.
زندہ رہنے کے بہانے ڈھونڈیں
آؤ مل کے کچھ دوست پرانے ڈھونڈیں
Urdu Poetry on Friendship
Dosti to aam hai lekin aaye dost
Dost miltey bhi to naseeb se hain.
دوستی تو عام ہے لیکن ائے دوست
دوست ملتے بھی تو نصیب سے ہیں
Hai mukhtasir si apni dosti ki daastaan
Ek dost ko chaha hai zindagi ki tarah.
Jaane kis gali me choor aya hoon
Jagti hui retain hanstey huy dost.
جانے کس گلی میں چھوڑ آیا ہوں
جاگتی ہوئی راتیں ہنستے ہوئے دوست
Aaj door betha ik dost bohat yaad aya
Acha guzra hua, kuch waqt bohat yaad aya
Jo mere dard ko, seene me chupa leta tha
Aaj jab dard hua to wo bohat yaad aya.
آج دور بیٹھا اک دوست بہت یاد آیا
اچھا گزرا ہوا، کچھ وقت بہت یاد آیا
جو میرے درد کو، سینے میں چھپا لیتا تھا
آج جب درد ہوا تو وہ بہت یاد آیا
Ek din
Mein apne doston se isi
Baat par ladta rehta
Tha jab wo ye kehte
The ki ye tujhe ek din
Jarur bhula degi..!!
ایک دن
میں اپنے دوستوں سے اسی
بات پر لڑتا رہتا
تھا جب وہ یہ کہتے
تھے کہ یہ تجھے ایک دن
ضرور بھلا دیگی…!!
Ek dost ki talash hi
Rahi omar bhar hamain
Jo paas tha usy jaan na sake
Jo door tha usy paa na sake.
ایک دوست کی تلاش ہی
رہی عمر بھر ہمیں
جو پاس تھا اسے جان نا سکے
جو دور تھا اسے پا نا سکے
ہے مختصر سی اپنی دوستی کی داستاں
اک دوست کو چاہا ہے زندگی کی طرح
Sachi dosti har ksi ka muqadar nahi hoti
Mile koi sacha dost to iski qadar karna .
سچی دوستی ہر کسی کا مقدر نہیں ہوتی
ملے کوئی سچا دوست تو اسکی قدر کرنا
Yun lage dost tera mujh se khafa hojana
Jis tarah phool se khushbu ka juda hojana.
یوں لگے دوست تیرا مجھ سے خفا ہوجانا
جس طرح پھول سے خوشبو کا جدا ہوجانا
Nazar na lage is rishtey ko zamane ki
Hamari bhi tamana hai
Moat tak dosti nibhaney ki.
نظر نہ لگے اس رشتے کو زمانے کی
ہماری بھی تمنا ہے
موت تک دوستی نبھانے کی
Dosti Shayari
Acha dost kbhi girne nahi deta
Na ksi ki nazroon me
Or na hi ksi ke qadmoo me.
اچھا دوست کبھی گرنے نہیں دیتا
نہ کسی کی نظروں میں
اور نہ ہی کسی کے قدموں میں
Laazmi nahi ke zindagi
Dolat se mala maal ho
Hum to ache doston ko hi
Zindagi ki dolat samajhte hain .
لازمی نہیں کہ زندگی
دولت سے مالا مال ہو
ہم تو اچھے دوستوں کو ہی
زندگی کی دولت سمجھتے ہیں-!!
Friendship Poetry in Urdu
Me to dushman ke bicharne
Pe bhi roo deta hun
Tu to phr yaar tha
Or yaar bhi jigri mera.
میں تو دشمن کے بچھڑنے
پہ بھی رو دیتا ہوں
تو تو پھر یار تھا
اور یار بھی جگری میرا-!!
Janat thi har sham dostoon ke sath
Ek ek karke sab
Bicharte chale gaye.
جنت تھی ہر شام دوستوں کے ساتھ
ایک ایک کرکے سب
بچھڑتے چلے گئے-!!
Phoolon se to wafa mil nahi saki
Aao kaantoon se dosti karlein
Suna hai ye daman pakar lein
Phr asaani se chora nahi karte .
پھولوں سے تو وفا مل نہیں سکی
آؤ کانٹوں سے دوستی کرلیں
سنا ہے یہ دامن پکڑ لیں
پھر آسانی سے چھوڑا نہیں کرتے
Tum yaad nahi karte hum bhula nahi sakte
Tum hansa nahi sakte hum rula nahi sakte
Dosti itni khubsurat hai hamari
Tum jaan nahi sakte or hum bta nahi sakte .
تم یاد نہیں کرتے ہم بھلا نہیں سکتے
تم ہنسا نہیں سکتے ہم رلا نہیں سکتے
دوستی اتنی خوبصورت ہے ہماری
تم جان نہیں سکتے اور ہم بتا نہیں سکتے
Tum takluf ko bhi ikhlaas samjahte ho faraz
Dost hota nahi har hath milane wala.
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فراز
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا
Aye dost tujh pe raat
Ye bhari hai jis tarah
Hum ne tamam omar
Guzari hai is tarah.
اے دوست تجھ پہ رات
یہ بھاری ہے جس طرح
ہم نے تمام عمر
گزاری ہے اس طرح
Sad Friendship Poetry &Dosti Poetry
Dost kya khoob wafaon ka sila dete hain
Har naiye mor pe ek zakham naya dete hain .
دوست کیا خوب وفاؤں کا صلہ دیتے ہیں
ہر نئے موڑ پہ اک زخم نیا دیتے ہیں
Dost ban kar bhi nahi sath nibhane wala
Wahi andaaz hai zalim ka zamane wala .
دوست بن کر بھی نہیں ساتھ نبھانے والا
وہی انداز ہے ظالم کا زمانے والا
Qeemat pani ki nahi piyaas ki hoti hai
Qeemat moat ki nahi saans ki hoti hai
Dost to bohat hote hain duniya me magar
Qeemat dosti kin ahi eitbaar ki hoti hai .
قیمت پانی کی نہیں پیاس کی ہوتی ہے
قیمت موت کی نہیں سانس کی ہوتی ہے
دوست تو بہت ہوتے ہیں دنیا میں مگر
قیمت دوستی کی نہیں اعتبار کی ہوتی ہے
Dosti Shayari
Meri dosti ke saarey ehsaas le lo
Dil se piyaar ke sab jazbaat le lo
Nahi chorein ge sath tumhara
Chahey is dosti ke hazaron imtehan le lo.
میری دوستی کے سارے احساس لے لو
دل سے پیار کے سب جذبات لے لو
نہیں چھوڑیں گے ساتھ تمہارا
چاہے اس دوستی کے ہزاروں امتحان لے لو
Dum nahi ksi me ke mita sake
Hamari dosti ko
Zang talwaroon ko lagta hai
Jigri yaro ko nahi.
دم نہیں کسی میں کہ مٹا سکے
ہماری دوستی کو
زنگ تلواروں کو لگتا ہے
جگری یارو کو نہیں
Har qarz dosti ka ada kon kare ga
Jab hum hi nahi rahen ge
To dosti kon kare ga
Aaye Khuda! Mere doston ko salamat rakhna
Warna mere jeene keliye dua kon kare ga.
ہر قرض دوستی کا ادا کون کرے گا
جب ہم ہی نہیں رہیں گے
تو دوستی کون کرے گا
اے خدا! میرے دوستوں کو سلامت رکھنا
ورنہ میرے جینے کیلیے دعا کون کرے گا
Roshni ke liye diya jalta hai
Shama ke liye parwana jalta hai
Koi dost na ho to dil jalta hai
Or dost aap jesa ho to zamana jalta hai .
روشنی کے لئے دیا جلتا ہے
شمع کے لئے پروانہ جلتا ہے
کوئی دوست نہ ہو تو دل جلتا ہے
اور دوست آپ جیسا ہو تو زمانہ جلتا ہے
Din beet jate hain suhani yadein ban kar
Batein reh jatein hain kahani ban kar
Par dost to hamesha dil ke qareeb rehtey hain
Kbhi muskaan to kbhi aankhoon ka paani ban kar .
دن بیت جاتے ہیں سہانی یادیں بن کر
باتیں رہ جاتیں ہیں کہانی بن کر
پر دوست تو ہمیشہ دل کے قریب رہتے ہیں
کبھی مسکان تو کبھی آنکھوں کا پانی بن کر
Friendship Poetry in Urdu 2 lines
Koi kehta hai dosti nasha ban jati hai
Koi kehta hai dosti saza ban jati hai
Par hum kehtey hain aap se
Dosti agar sache dil se karo
To dosti hi jeene ki asli waja ban jati hai.
کوئی کہتا ہے دوستی نشہ بن جاتی ہے
کوئی کہتا ہے دوستی سزا بن جاتی ہے
پر ہم کہتے ہیں آپ سے
دوستی اگر سچے دل سے کرو
تو دوستی ہی جینے کی اصلی وجہ بن جاتی ہے
Dosti to jhoonka hai hawa ka
Dosti to ek naam hai wafa ka
Auroon ke liye kuch bhi ho chahey
Mere liye dosti ek haseen
Tuhfa hai khuda ka . Friendship Poetry in Urdu
دوستی تو جھونکا ہے ہوا کا
دوستی تو ایک نام ہے وفا کا
آوروں کے لیے کچھ بھی ہو چاہے
میرے لئے دوستی ایک حسین
تحفہ ہے خدا کا
Kal phr yehi samaa hoga
Hum me se kon na jane kahan hoga
Murjhaye phool to mil jain ge kitaboon me
Par bichrey dostoon ka shayad hi koi pata hoga .
کل پھر یہی سماع ہوگا
ہم میں سے کون نہ جانے کہاں ہوگا
مرجھائے پھول تو مل جائیں گے کتابوں میں
پر بچھڑے دوستوں کا شاید ہی کوئی پتا ہوگا
Hum dosti me darkhtoonKi tarah hain sahib
Jahan lag jain, waheenMuadatoon kharey rehtey hain.
ہم دوستی میں درختوںکی طرح ہیں صاحب
جہاں لگ جائیں، وہیںمعدتوں کھڑے رہتے ہیں
Hazrat Ali ne farmaya:
Jo tumhain khushi me yaad aaye
Samjho tum is se muhabat karte ho
Or jo tumhain ghum me yaad aaye
To samjho wo tum se muhabat karta hai.
حضرت علی نے فرمایا:
جو تمہیں خوشی میں یاد آئے
سمجھو تم اس سے محبت کرتے ہو
اور جو تمہیں غم میں یاد آئے
تو سمجھو وہ تم سے محبت کرتا ہے
Dost, dost nahi
Dil ki dua hota hai
Mehsoos to tab hota hai
Jab wo juda hota hai.
دوست، دوست نہیںدل کی دعا ہوتا ہے
محسوس تو تب ہوتا ہےجب وہ جدا ہوتا ہے
Dosti aik moom bati ki tarah hai
Jo aap ke dil ko
Is waqt roshan karti hai
Jab zindagi me andhera ho .
دوستی ایک موم بتی کی طرح ہے
جو آپ کے دل کو
اس وقت روشن کرتی ہے
جب زندگی میں اندھیرا ہو
Mukhlis dost, hamain ghuroor ke
Ghoorey par sawar honey se baaz rakhta hai .
مخلص دوست، ہمیں غرور کے
گھوڑے پر سوار ہونے سے باز رکھتا ہے
Best Friendship Poetry in Urdu 2 lines
Youn Lage Dost Tera Mujh Se Khafa Ho Jana,
Jis Tarha Phol Se Khushboo Ka Juda Ho jana.
یوں لگے دوست ترا مجھ سے خفا ہو جانا
جس طرح پھول سے خوشبو کا جدا ہو جانا
Purane Yar Bhi Aapis Main Ab Nahi Milte,
Na Jane Kon Kahan Dil Laga Ke Beth Gia.
پرانے یار بھی آپس میں اب نہیں ملتے
نہ جانے کون کہاں دل لگا کے بیٹھ گیا
Masih-o-Khizar Ki Umrain Nisar Hon Us Per,
Who Aik Lamha Jo Yaron Ke Darmian Guzre.
مسیح و خضر کی عمریں نثار ہوں اس پر
وہ ایک لمحہ جو یاروں کے درمیاں گزرے
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga,
Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga.
دل سے خیالِ دوست بھلایا نہ جائے گا
سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا
Mujhe Dost Kehne Wale Zara Dosti Nibha De,
Ye Mutaliba Ha Haq Ka Koi Ilteja Nahi Hai.
مجھے دوست کہنے والے ذرا دوستی نبھا دے
یہ مطالبہ ہے حق کا کوئی التجا نہیں ہے
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Jane Mere,
Tu Kahan Hai, Magar Ae Dost Purane Mere.
جز ترے کوئی بھی دن رات نہ جانے میرے
تو کہاں ہے مگر اے دوست پرانے میرے
Ab Who Titli Hai Na Who Umar Tuaaqab Wali,
Main Na Kehta Tha Bahot Door Na Jane Mere Dost.
اب وہ تتلی ہے نہ وہ عمر تعاقب والی
میں نہ کہتا تھا بہت دور نہ جانا مرے دوست
Tere Kareeb Aa Ker Bari Uljhano Mein Hon,
Main Dushmano Mein Hon Kh Tere Doston Mein Hon.
تیرے قریب آ کر بڑی الجھنوں میں ہوں
میں دوشمنوں میں ہوں کہ تیرے دوستوں میں ہوں
Yad Kerne Pe Bhi Dost Aaye Na Yad,
Doston Ke Keram Yad Aate Hain.
یاد کرنے پہ بھی دوست آئے نہ یاد
دوستوں کے کرم یاد آتے رہے
Doshmano Se Payar Hota Jaye Ga,
Doston Ko Aazmate Jaye.
دشمنوں سے پیار ہوتا جائے گا
دوستوں کو آزماتے جائیے
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye,
Chalo Acha Hua Kuch Log Toh Pehchane Gaye۔
اِک ذرہ سی بات پر مدت کے یارانے گۓ
چلو اچھا ہوا کچھ لوگ پہچانے تو گۓ
Hum Ko Yaron Ne Yad Bhi Na Rakha,
Jaun Yaron Ke Yar The Hum.
ہم کو یاروں نے یاد بھی نہ رکھا
جونؔ یاروں کے یار تھے ہم تو
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi,
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak.
چھوڑ گۓ پرانے سال کی طرح پرانے یار بھی
اُسے نیا سال بھی مبارک نیا یار بھی مبارک
Mulaqaat Poetry in Urdu
Dekha Jo Kha Ke Teer Kamin Gah Ki Tarf,
Aapne Hi Doston Se Mulaqat Ho Gai.
دیکھا جو کھا کے تیر کمیں گاہ کی طرف
اپنے ہی دوستوں سے ملاقات ہو گئی
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaae,
Doshmano Ki Bhi Rah Le Jay.
دوستی جب کسی سے کی جائے
دشمنوں کی بھی رائے لی جائے
Teri Batain Hi Sunane Aaye,
Dost Bhi Dil Hi Dhukane Aae.
تیری باتیں ہی سنانے آئے
دوست بھی دل ہی دکھانے آئے
Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,
Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee.
نفرتوں کے تیر کھا کر، دوستوں کے شہر میں
ہم نے کس کس کو پکارا، یہ کہانی پھر سہی
Dil Abhi Puri Terha Tuta Nahi,
Doston Ki Mehrbani Chahe.
دل ابھی پوری طرح ٹوٹا نہیں
دوستوں کی مہربانی چاہئے
Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Dolat Ya Rab,
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi.
دوستوں کو بھی ملے درد کی دولت یا رب
میرا اپنا ہی بھلا ہو مجھے منظور نہیں
Doshmano Ki Jafa Ka Khauf Nahi,
Doston Ki Wafa Se Darta Hon’
دشمنوں کی جفا کا خوف نہیں
دوستوں کی وفا سے ڈرتے ہیں
Urdu Dosti Poetry
Mere Dost Mere Hum Nawa Mujhe Dost Ban Ker Dagha Na De,
Main Hon Dard-e-Ishaq Se Jan Balab Mujhe Zindagi Ki Dua Na De.
میرے ہم نفس میرے ہم نوا مجھے دوست بن کے دغا نہ دے
میں ہوں درد عشق سے جاں بلب مجھے زندگی کی دعا نہ دے
Pather Tu Hazaron Ne Mare The Mujhe Lekan,
Jo Dil Pe Lage Aa Ker, Ek Dost Ne Mara Hai.
پتھر تو ہزاروں نے مارے تھے مجھے لیکن
جو دل پہ لگا آ کر اک دوست نے مارا ہے
Aqal Ye Kehti Hai, Dobara Aazamana Jehal Hai,
Dil Ye Kehta Hai, Faraib Dost Khate Jaye.
عقل کہتی ہے دوبارہ آزمانا جہل ہے
دل یہ کہتا ہے فریب دوست کھاتے جائیے
Woh Mera Dost Hai, Sare Jahan Ko Hai Maloom,
Daga Kere Ga Who Kisi Se Tu Sharam Aaye Mujhe.
وہ میرا دوست ہے سارے جہاں کو ہے معلوم
دغا کرے وہ کسی سے تو شرم آئے مجھے
جس گھڑی تم سے بات ہوتی ہے
وہی گھڑی میری کاینات ہوتی ہے
مل گیا ہو گا کوئ غضب کا ہمدرد
ورنہ میرا دوست بدلنے والا نہیں تها
Mil Gaya Hoga Koi Ghazab Ka Hamdard
warna Mera Dost Badalne Wala Nahi Tha
زمانے کے سامنے ہماری کوئی ذات نہیں
لیکن ہماری دوستی کو کوئی خرید لے اتنی کسی کی اوقات نہیں
zamane ke samne hamare koi zaat nahi
lakin hamare dosti ka koi khareed le itne kese ke ookat nahi
،میں اختتام سے اکثر آغاز کرتا ہوں
!نظر میں رکھ کر نظر انداز کرتا ہوں ۔
me ithitam se aksar aghaz karta hoon,
nazr me rakh kar nazr andaz krta hoon..
نکل آتے ہیں آنسو جب ملاقات نہیں ہوتی
ٹوٹ جاتا ہے دل جب بات نہیں ہوتی
تیری جان کی قسم اے دوست
تو یاد نہ آئے ایسی کوئی رات نہیں ہوتی
جس پھول میں خوشبو نہیں اسے ہار بنا کر کیا کرنا
جس دوست میں وفا نہیں اسے یار بنا کر کیا کرنا
jis phool me khsuhbho nahi use har bana kar kia karna
jis dost me wafa nahi use yaar bana akr kia karna
شاعروں سے تعلق رکھو طبیعت ٹھیک رہے گی
صاحب
یہ وہ حکیم ہیں جو لفظوں سے علاج کرتے ہیں
shairon se taluk rakho tabiyat theek rahege
sahib
ye wo hakeem hain jo lafzoo se ilaj karte hai
Urdu poetry Dosti or friendship
کاش کوئی دوستی کا بازار ہوتا
اس میں دوست نیلام سرے عام ہوتا
میں خرید لیتا تجھے اپنے آپ کو بیچ کر
پھر تجھے میری دوستی کا احساس ہوتا
kash koi dosti ka bazar hota
is me dost nilam sari aam hota
me kahreed leta tujhe apne app ko bejh kar
phir tujhe mere dosti ka ihsas hota.
نصیب اچھا ہو تو نفرت کا دریا بھی رک جاتا ہے
تیرے جیسا دوست ساتھ ہو تو دل کا ہر دکھ چھپ جاتا ہے
naseeb acha ho to nafrat ka darya be ruk jata hai
tere jesa dost ho to dil ka har dukh chup jata hai
دنیا لاکھ رکاوٹ بناۓ دوستی میں
اگر دوست سچا ہو تو زمانہ بھی جھک جاتا ہے
duniya lakh rukawat banaei dosti me
agar dost sacha ho to zamana be jhuk jata hai
سمندر نہ ہو تو کشتی کس کام کی
مذاق نہ ہو تو مستی کس کام کی
Tum yaad nahi karte hum bhula nahi sakte
Tum hansa nahi sakte hum rula nahi sakte
Dosti itni khubsurat hai hamari
Tum jaan nahi sakte or hum bta nahi sakte . Dosti Poetry in Urdu
تم یاد نہیں کرتے ہم بھلا نہیں سکتے
تم ہنسا نہیں سکتے ہم رلا نہیں سکتے
دوستی اتنی خوبصورت ہے ہماری
تم جان نہیں سکتے اور ہم بتا نہیں سکتے
Aye dost tujh pe raat
Ye bhari hai jis tarah
Hum ne tamam omar
Guzari hai is tarah.
اے دوست تجھ پہ رات
یہ بھاری ہے جس طرح
ہم نے تمام عمر
گزاری ہے اس طرح
Dosti Poetry in Urdu
Dost ban kar bhi nahi sath nibhane wala
Wahi andaaz hai zalim ka zamane wala.
دوست بن کر بھی نہیں ساتھ نبھانے والا
وہی انداز ہے ظالم کا زمانے والا
یہ زندگی قربان ہے دوستوں کے لئے
دوست نہ ہو تو زندگی کس کام کی
samandar na ho to kashte kis kam ke
mazak na ho to masti kis kam ke
ye zindagi Qurban hai dosto ke lie
dost na ho to zindagi kis kaam ke
ہر یار کو راز مت بتاؤ ،
یارو كے بھی یار ہوتے ہَیں
Har Yaar Ko Raaz Mat Batao,
Yaaro Ke Bhi Yaar Hote Hain
ہم وقت دیکھ کر یار نہیں بدلتے
ہم یار کے کہنے پر وقت بدل دیتے ہیں
ایسے دوست سے ہاتھ دھو لینا بہتر ہے
جو تیرے دشمنوں کے ساتھ بیٹھتا ہو۔
دوست بن کر بھی نہ ساتھ نیبانے والا
وہی انداز ہے ظالم کا زمانے والا
Dost Bn Kar Bhi Na Sath Nibahne Wala
Whi Andaz Hai Zalam Ka Zamane Wala
Tm par utri nahi hijar ki andhi raatain
Tm nay daikha hi nahi chaand ka kala hona
تم پر اتری ہی نہیں ہجر کی اندھی راتیں
تم نے دیکھا ہی نہیں چاند کا کالا ہونا
Dost khush hotay hn jb dost ka gham daikhtay hn
Kesi dunya hai elahi jisay hm daikhtay hn
دوست خوش ہوتے ہیں جب دوست کا غم دیکھتے ہیں
کیسی دنیا ہے الٰہی جسے ہم دیکھتے ہیں
Taab nigh thi to nazara bhi dost tha
Is chisham nargis ka ishara bhi dost tha
Wo koi dost tha achay dino ka
Jo pechli raat say yaad a rha hai
وہ کوئی دوست تھا اچھے دنوں کا
جو پچھلی رات سے یاد آ رہا ہے
Sun meray dil ki zara awaz dost
Aye meray mohsin meray hm raz dost
سن مرے دل کی ذرا آواز دوست
اے مرے محسن مرے ہم راز دوست
Kaan dikhanay lgi hn tmari batain aye dost
Kaash tm sirf hamari suntay to kitna acha hota
کان دکھانے لگی ہیں تمھاری باتیں اے دوست
کاش تم صرف ہماری سنتے تو کتنا اچھا ہوتا
Hai mukhtasr si apni dosti ki dastan
Ik dost ko caha hai zindagi ki taran
ہے مختصر سی اپنی دوستی کی داستاں
اک دوست کو چاہا ہے زندگی کی طرح
Sachi dosti hr kisi ka muqadar nahi hoti
Milay koi sacha dost to uski qadar karna
سچی دوستی ہر کسی کا مقدر نہیں ہوتی
ملے کوئی سچا دوست تو اسکی قدر کرنا
Aye dost teri dosti misal angor hai
Milna to cahta hun lekin manzil bht dur hai
اے دوست تیری دوستی مثل انگور ہے
ملنا تو چاہتا ہوں لیکن منزل بہت دور ہے
Dushmano ki jafa ka khof nahi
Doston ki wafa say dartay hn
دُشمنوں کی جفا کا خوف نہیں
دوستوں کی وفا سے ڈرتے ہیں
Khud ko ba wazu kia teray tasawor say bhi pehlay
May nay is darja teray ishq ko pakiza rakha
Meri dosti ki hd is pay khatam hai
Zamin pay rehta hai magar chand jesa hai
میری دوستی کی حد اس پہ ختم ہے
زمیں پہ رہتا ہے مگر چاند جیسا ہے
Khuda say duaun may tumhay apnay liay maang lun
Mhari ijazat ho to may apnay liay dua maang lun
“ایک الگ سی پہچان بنانے کی عادت ہے ہمیں
زخم ہو جتنا گہرا اتنا مسکرانے کی عادت ہے ہمیں
سب کچھ لٹا دیتے ہیں دوستی میں
کیونکہ دوستی نبھانے کی عادت ہے ہمیں”
—:::—
“Eka Lag See Pehchan Banany Ki Aadat Hai Hamy
Zakham Ho Jitna Gehra Utna Muskurany Ki Aadat Hai Hamy
Sab Kuch Luta Dety Hain Dosti Main
Kyon Kay Dosti Nibhany Ki Aadat Hai Hamy”
“ہر کوئی میرا دوست نہیں
لیکن میرے دوست جیسا
کسی کا دوست نہیں”
—:::—
“Har Koi Mera Dost Nahi
Lekin Mery Dost Jesa
Kisi Ka Dost Nahi”
“خیال رکھا کرو اپنا اے میرے پیارے دوست
کیوں کہ: میرے پاس تمہارے جیسا کوئی اور نہیں”
—:::—
“Khayal Rakha Karo Apna Aye Mery Piyary Dost
Kyon Kay: Mery Pas Tumhary Jesa Koi Aur Nahi”
—:::—
“جو دل کے سارے درد بانٹ لیں
ایسے دوست زندگی میں بہت کم ملتے ہیں”
—:::—
“Jo Dil Kay Sary Dard Bant Len
Esy Dost Zindagi Main Bohat Kam Milty Hain”
“تمہارے واسطے ہی جی رہے ہیں
ہماری چاہتوں کا مان رکھنا”
—:::—
“Tumhary Wasty He Jee Rahe Hain
Hamari Chahton Ka Maan Rakhna”
“بچے وصیت پوچھتے ہیں
رشتے دار حیثیت پوچھتے ہیں
یہ دوست ہی ہیں جناب
جو خیریت پوچھتے ہیں”
—:::—
“Bachy Waseyat Pochty Hain
Rishty Dar Hesiyat Pochty Hain
Ye Dost He Hain Janab
Jo Kheriyat Pochty Hain”
“دُنیا بدلتی ہے موسم کا رنگ دیکھ کر
میرے دوست تم نہ بدلنا میرا وقت دیکھ کر”
—:::—
“Dunia Badalti Hai Mosam Ka Rang Dekh Kar
Mery Dost Tum Na Badalna Mera Waqt Dekh Kar”
“وقت بدل جاتے ہیں ساتھ چھوٹ جاتے ہیں
زندگی کے سفر میں گہرے سے گہرے دوست چھوڑ جاتے ہیں”
—:::—
“Waqt Badal Jaty Hain Sath Choot Jaty Hain
Zindagi Kay Safar Main Gehry Say Gehry Dost Chor Jaty Hain”
Jo Dost Hain Mangte Hain Sulha Ki Dua,
Dushman Ye Chahte Hain Kh Aapas Main Jang Ho.
جو دوست ہیں وہ مانگتے ہیں صلح کی دعا
دشمن یہ چاہتے ہیں کہ آپس میں جنگ ہو
Tm par utri nahi hijar ki andhi raatain
Tm nay daikha hi nahi chaand ka kala hona
تم پر اتری ہی نہیں ہجر کی اندھی راتیں
تم نے دیکھا ہی نہیں چاند کا کالا ہونا
Dost khush hotay hn jb dost ka gham daikhtay hn
Kesi dunya hai elahi jisay hm daikhtay hn
دوست خوش ہوتے ہیں جب دوست کا غم دیکھتے ہیں
کیسی دنیا ہے الٰہی جسے ہم دیکھتے ہیں
Urdu poetry on friendship
Taab nigh thi to nazara bhi dost tha
Is chisham nargis ka ishara bhi dost tha
Doston say rasai souchian gain
Sb say ho aashnai sochain gain
Dost dost na raha
wafa may wafai na rahi
Dosti aam hai lekin aye dost
Dost milta hai bari mushkil say
Wo koi dost tha achay dino ka
Jo pechli raat say yaad a rha hai
وہ کوئی دوست تھا اچھے دنوں کا
جو پچھلی رات سے یاد آ رہا ہے
Sun meray dil ki zara awaz dost
Aye meray mohsin meray hm raz dost
سن مرے دل کی ذرا آواز دوست
اے مرے محسن مرے ہم راز دوست
Dil is liay hai dost kay dil may hai jaye dost
jb ye na ho baghal may hai dushman bajaye dost
Muntazar hun kay sitaron ki zara aankh lagay
Chand ko chat pay bulahun may ishara kr kay
Kharqa hai nahi koi hai poshaq meray dost
Darwaish nahi dil may hai idraq meray dost
Khyal hijar kay souchay thay peron nay
Libas zard say pehnay hoay thay peron nay
Teray may ab to rahi baat wo nahi hai dost
Hoi ye apni mulaqat wo nahi hai dost
Kar pyar muhabbat ka to izhar meray dost
Banna hi parega tujhay fankar meray dost
Dosti shayari, Dosti poetry
Kaan dikhanay lgi hn tmari batain aye dost
Kaash tm sirf hamari suntay to kitna acha hota
کان دکھانے لگی ہیں تمھاری باتیں اے دوست
کاش تم صرف ہماری سنتے تو کتنا اچھا ہوتا
Baat dil ki bata gia hai wo
Dost ulfat badha gia hai wo
Dost khush hotay hn dost ka gham daikhtay hn
Kesi dunya hai elahi jisay hm daikhtay hn (Friendship poetry urdu)
Teray may ab to rahi baat wo nahi hai dost
Hoi ye apni mulaqat wo nahi dost
Khuda karay ye dosti itni gehri ho
Waqt tera aye aur moot meri ho
Puranay sehr kay manzr naye lagnay lagay mujh ko
Hai teray aanay say kuch aisi fazaye sehr badli
Urdu poetry 2 lines
Mana kay doston ko paas dosti nahi
Ye kia kia kay gheron ka ehsan lay lia
Hamain to janab ki izat ki pamali ka dar hai
Hamian to janab ki khush khyali ka dar hai
Zinda rehnay kay bahanay dhundain
Aao mil kay kuch dost puranay dhondain
Dosti to aam hai lekin aye dost
Dost miltay bhi to naseeb say hn
Hai mukhtasr si apni dosti ki dastan
Ik dost ko caha hai zindagi ki taran
ہے مختصر سی اپنی دوستی کی داستاں
اک دوست کو چاہا ہے زندگی کی طرح
Friendship Poetry in Urdu 2 Lines
Yun lagay dost tera mujh say khafa ho jana
Jis taran phol say khusbo ka juda ho jana
Daway dosti kay mujay nahi atay yar
Aik jaan hai jb dil cahay maang lena
Dil say khyal dost bhulaya nahi jaye ga
Senay may daagh hai kay mitaya na jayega
دل سے خیالِ دوست بھلایا نہ جائے گا
سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا
Dosti to aam hai lekin aye dost
Dost miltay bhi to naseeb say hn
Hazaron mehfilain hn lakhon melay hn
Par jahan tm nahi wahan hm akelay hn
Doston ki zuban ko khulnay do
Bhool jao gay zakham khanjar kay
دوستوں کی زباں کو کھلنے دو
بھول جاؤ گے زخم خنجر کے
Iskay har zakham pay dil nisar hota hai
Zalim kitna bhi ho yar to yar hota hai
Aye dost teri dosti misal angor hai
Milna to cahta hun lekin manzil bht dur hai
اے دوست تیری دوستی مثل انگور ہے
ملنا تو چاہتا ہوں لیکن منزل بہت دور ہے
Hm waqt daikh kr yaar nahi badltay
Hm yaar kay kehnay par waqt badal daitay hn
Fake friend poetry in urdu
Dost ko dolat ki nigh say ma daikho
Wafa karnay walay dost aksar gharib hotay hn
دوست کو دولت کی نگاہ سے مت دیکھو
وفا کرنے والے دوست اکثر غریب ہوتے ہیں
Aisay dost say haat dho lena behtr hai
Jo teray dushmano kay sat bethta ho
Zindagi kay udas lamhon may
Be wafa dost yaad aatay hn
Dost jb ze waqar hota hai
Dosti ka mayar hota hai.
Dost kuch aur bhi hn teray ilawa meray dost
Kai sehra meray hm dm kai darya meray hm dm
Mat aziyat do warna nuqsan may ajaun kahin
Fart-e-jazbat teri jan may ajaun kahin
True friend poetry in urdu
Dushmano ki jafa ka khof nahi
Doston ki wafa say dartay hn
دُشمنوں کی جفا کا خوف نہیں
دوستوں کی وفا سے ڈرتے ہیں
ھم لوگ بھی کتنے عجیب ہیں
نشانیاں محفوظ رکھتے ہیں اور لوگوں کو کھو دیتے ہیں
Friendship poetry urdu
Yun lagay dost teray mujh say khafa ho jana
Jis tarah phol say khushbo ka juda ho jana
Aiish kay yaar to aghyar bhi bn jatay hn
Dost wo hn wo buray waqt may kaam aatay hn
Ab wo tatli hai na wo umar taqab wali
May na kehta tha bht dur nahi jana meray dost
Tujhay kon janta tha meri dost say pehlay
Tera hussan kuch nahi tha meri shayari say pehlay
Wohi weshat wohi herat wohi tanhai hi hai
Teri ankhain meray khwabon say kitni milti julti hn
Attitude friendship poetry in urdu
Tumhain yaad karna bhi aik ehsas hai
Aisa lgta hai kay jesay to hr pl meray saat hai
Khud ko ba wazu kia teray tasawor say bhi pehlay
May nay is darja teray ishq ko pakiza rakha
Friends love poetry in urdu
Meri dosti ki hd is pay khatam hai
Zamin pay rehta hai magar chand jesa hai
میری دوستی کی حد اس پہ ختم ہے
زمیں پہ رہتا ہے مگر چاند جیسا ہے
Yahan qadm qadm pay naye fanqar miltay hn
Magar kismat walon ko sachay yaar miltay hn
Khuda say duaun may tumhay apnay liay maang lun
Mhari ijazat ho to may apnay liay dua maang lun
Urdu poetry about life
Tm takaluf ko bhi ikhlas samjthay ho faraz
Dost hota nahi hr haat milanay wala
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فرازؔ
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا
Pehlay din milay thay anjan thay jo
Aaj aik dosray ki jaan hogai
Aap ko bhulana hai na saat chos jana hai
Ehad pura karna hai aapka saat nibhana hai
Dost kia khob wafaon ka sila detay hn
Har naye mod pay ik zakham naya daitay hn.
Dost bn kr bhi nahi sath nibhanay wala
Wohi andaz hai zalim zamanay wala
Teray jesa yaar
Kahan!
Kuch is liay bhi rakhay hn raqeebon kay number
Kay apni nasrat par tod paye in ka ghamand
Best friendship poetry in urdu
Ye duryan ro mita dun
May ik pal may magr
Guzar gaye wo din mujh ko guzaray hoay
Jo thay kal meri simt aaj tumharay hoay
Meri sari doston kay naam
Youm e ilst ki baat hai
Agia johr ajab ulta zamana kia kahin
Dost wo kartay hn batain jo ado kartay nahi
Tm hastya raha karo
Tm muskuratay raha karo
تم ہنستے رہا کرو
تم مسکراتے رہا کرو
Agia johar ajab ulta zamana kia kahian
Dost wo krtay hn batain jo wada kartay nahi
آ گیا جوہرؔ عجب الٹا زمانہ کیا کہیں
دوست وہ کرتے ہیں باتیں جو عدو کرتے نہیں
Agar kisi ko chaho to es tarah chaho
Wo zinda tou rahe magar sirf tumhare liye
Friendship quotes in urdu
Jo meyassar ho teri deed rooz khawabo mai
ba khuda neend ko mai apna sahara kar lo
Faqat ak ka hone mai husne bandage he ghalib
Jo roz qibla badalte he wo be deen hote he
Mar kai tou mitti se mitti he mil jana he
Q na hum do mitti ak dosre pe mitt jaye
En kai dekhne se jo ate he mouh pe ronaq
wo samajte he ke bemar ka hal acha he
Shayad wo likh he dai muje tere haq mai
tou katib e taqdeer se zara israr tou kar
Dard ho dil mai tou dawa kegeye
dil he jab dard ho tou kya kegeye
Be loos wafaye koi hum se sekhe
jise tooth kar chaha ese khabr na te
Wo muj se bichar kar ab tak roya nahe ghalib
koi tou he hamdard jo ese rona nahe de
Mai es shaks ko kaise manawo ga mohsin
jo muj se rota he meri muhabbat kai sabab
Pir esi bewafa pe marte he
pir wahe zindage hamari he
Wo jo be panah chahte te
wo ab panah chahte he
Roone se or ishq mai be baaq ho gaye
dhoo aye hum itne kai pak ho gye
Muhabbat ki dunya mai mehboob jab la hasil ho
insan mar tou jata he magar moat nahe ate
Be khudi be sabab nahe ghalib
kuch to he jis ki parda dari he
Dil munafiq ta shabe hijar mai soya kese
or jb tuj se mila tooth kai roya kaise
Moat aye to din pehre ghalib
zindage ne tou mar dala he
Suna he tumhari ak nigah se katal hote he log
ak nazar hum ko be dekh lo kai zindage achi nahe lagte
Kab wo sunta he kahani meri
or pir wo be zubani meri
Kisi bewafa ki khatir youn dil ko na jalawo
jo tumhe bhool chuka he ose tum be bhool jaw
Sad Friendship Poetry
Sakoon or ishq wo be dono ak sath
rehne do ghalib koi aqal ki baat karo
Jesay dhaga ho koi tasbeh may
Aisay sanson kay darmian ho tm
Koi kisi ka muntazr nahi hota
Hm khud ko bewako banatay hn bs
Khud pay beti ho to rotay ho saktay ho
Wo jo hm nay kia tha wo ishq nahi tha
Alfaz ishara karain gay janay ka
Tm ankain padna aur ruk jana
Us nay rakhi hi nahi mujh say bana kr
Warna us say wo ishq karta zamana yaad rakhta
Dostron kay andar say keray nikalnay walon ko
Khud kay andr saanp kyun nahi nazar atay
دوسروں کے اندر سے کیڑے نکالنے والوں کو
خود کے اندر سانپ کیوں نہیں نظر آتے
Rang ghusay ka alag aur alag pyar ka rang
Koi daikhay to sahi aakay meray yaar ka rang
Kabhi jb may nahi hun ga
Tumhay wo sb yaad ayega
کبھی جب میں نهیں هوں گا
تمهیں وه سب یاد آۓ گا
Meri awaz ko tarsay gi sammat teri
Umar bhar tujh ko meri call kahi ayegi
Marta nahi hai koi kisi kay bagair ye haqiqat hai zindagi ki
Lekin sirf sans lenay ko hi to jena nahi kehtay
Mayous hogia dil is zindagi kay safar say
Maqsad ki muhabatain hn aur matlb ki yarain
Ab faqat daikhtay hi rehtay hn
Warna hm bhi to boltay thay kbhi
اب فقط دیکھتے ہی رہتے ہیں
ورنہ ہم بھی تو بولتے تھے کبھی
With the help of exquisite poetry, readers can express their inner feelings through Friendship Poetry. People who enjoy reading good poems enjoy friendship shayari, poetry for friends forever in Urdu, and ghazals. You can read 2 lines of poetry in Urdu and download Friendship poetry photos to share with your loved ones, including friends and family members. Several books on friendship quotes in Urdu have been written up to this point. Readers of Urdu Poetry have their own preferences, and here you may read Friendship poetry in Urdu & English from several categories.